Blog

TANHAYEE BY: LATEEF SALMAN 9849330092

13/08/2011 14:30

Tanhayee By: LATEEF SALMAN 9849330092

 

            Wo Bahar Ka Kubsurat Din Tha Jab Main TumseMila Tha Kitne Haseen They Wo

Din Jab Tum Mere Saath Howa Karti Thi KitneDilkush They Wo Din Jab Tum Meri

Panah Mein Thi Jidhar Meri Nigahein Tum hi TumNajar Ati Thi Manjil Ke Chund Hi

Khadam Door Tha Mere Dil Mein Tumhein PanekiChahat Jagi Thi Aur Main Waqt

Har Ghadi Har Lamha Har Pal Tumhe Yaad Kiya KartaTha.

      

                  Aur Jab Main Khali Hota Hoonto Achanak Aapka Sarapa Mere Tasauor Mein Aa

Dhamakta Hai Main Bechain-o-Beqharar Hojata HoonAur Mere Dil Ne Bar Bar Ise

Agahi Di ke Pagal isika Naam Pyaar o Mohabbat HaiMere Dil Mein Gyir Mahsoos

Tarikhe se Abasa Hai Aur Main Kabhi KabhiSonchta Hoonke

      

            Mere Pass Phoolonka Libas Hota to MeriJaan Main usey Tere Najar KartaKounke

Tum Phoolonse ziyada Narm o Nazuk hoKomal ho Haseen ho Dilkash ho Khubsoorat ho

 

       BoloKya Naam Doon Tumhe Agar Bele ki Kaliyaan Mere Pass Hoto MainTumhare

SiyaBaloon Mein Sajata Agar Mere Pass Aasman Ka Zar Nigar Farsh

 

Hota To Tumhare Khadmoon Mein DaltaTumhari Doosti Chad keKirnoose Zyada

Raushan Tumhara Khuloos Phoolon se Zyada Narm Aur Aap NaamGeetse Zyada

Sundar Hai Maineto Hamesha Aapke Sung Chaha Hai.         

 

 

 

      

 

       DATE:   02-02-1998    FRIDAY  

                                 AurMere Ghar ke Aangan Mein Mohabbat ki Kushbu Bikheirni Hai bar

barTumhara NaamMere Zahen ke Ufaqh Per Aadhamakta Hai Aur Tumhari Shoq Ankhein

Tasauor keParde Par Jholmulateen Tumhare Bhare Bhare Laboon Ki Muskurahat Aakhoonki

PatliyoonPar Taher Jati Aur JANU Ke Lafz Jaise Tumhari Shakl-o Surat Eqtiyaar KarleteHain

     

      JANU Main Tumse kisi Mohabbat ka Dawa to Nahin Karta Magar MainYe zaroor

kaha tha Aap ko Dekh kar Yoon Mahsoos Hota Hai ke Aap Wahi Hai JiskiMujhe

Barsoonke Talaash Hai Yoonto Zindagi Aapke Bagair Bhi Guzar jayegi

Per Aapka Saath ho toZindagiki Qhoshiyaan Aur Bahuthse Namumkin Aarzoon

Ko Pura Karsakta hai

 

      JANU Mainto Har Waqt isi Soonch Mein Dooba Rahta Hoon ke Khaub Bunnato

Ladkiyoon ke Kaam Hai Laikin Main Apna Khab Jazeere Umagoonse Saja Rakhkha

HaiAur Main Shiddath se is baath ka Muntazir Tha ke kab Tum

Mere Khab jazeera MeinHaqeeqath Bankar Aaoge.

 

     

 

LATEEF SALMAN   9848915063

                              9849330092                                                                                                                              

JAANU  Jis Din Bhi Mujhe Tumse Baat Hoti Thi ToSohchta Tha ke Jo insaan Ne

Soonchaho Zindagike Kisi Modhpe Jab Kabhibhi Aap seGuftaguho to Koun Na

Chahegake aisi guftagu itniTaveel hojayeke Zindagi Khatam Hojaye Magar

Baath Khatamho

 

      JANU Main Zindagi Mein Har DinHar Pal Har Lamha Aaphike Tasauoor Mein Rahtatha

Aur In Tasauooratse Mere DilkoTaskeen Mahsoos Hotithi Mujhe Ek Kushgawaar Mashgal Haath Asjatatha.

 

      LAIKIN JANU  Jabse TumMeri Zindagise Door Nikalgai Mera dil Veeran Hochukahai

yakeen Karo  JANU Mujhe Zindagiki Haqeeqi Khushiyaan PhirNaseeb

Nahin Howe Yaadonke NehaKhanoomein Tumhari Mohabbat ke Diye Abbhi

Raushan Hai Tumse Juda hone ke baadwo dilkashi wo Renayee Nahin milsaki .

 

      JANU Tum Mujhse Doorho BahutDoor Mujhe Baharoonke Khubsoorat Din

Bhai Khajaanke se Lagte Hain Ek hi Rah keHum Do Musafir Chund Khadam chale Aur

Bichadgaye Kiyon JANU Akhar Kiyon

 

      Abto Mausame Bahaarki Hawayein bhi Mujhe Sholoon ki Aanch sekam nahi  

Lagte Main Bikhar Gaya HoonLaikin Mujhe Sametne ke liye Tumne Apna Daaman

Bhi na Bichaya Dilke Zakham abDasne Lage Hain .

                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                                  Ye Bhi Maloom hai MazeeHo Na Aaoge Tum Kabhi.  

       Phir  Bhi Umeed  Ki  Ek Shamma  Jala  Dete Hain.

 

      Kayee Lamhe Itne Zalim Hote Hain ke Hume Mukammal Taur se ApniGiraft Mein

Leletehain Ye Lamhe Goya Soboon per Bhari Aur Tamaam zisth kaMahwar Bankar

Rahjate Hain Aur Kabhi Kabhi Aisa Waqt Ajatahai ke Zingagi keFaisle KudBa kud

Hote Chale Jate Hain Insaan Soonchte Rahjata Hai

 

      LAIKIN JANU Mujhe Aaj BhiMahsoos Hota Hai ke Tum Mere Kareeb hoBilkul

Kareeb Ruhke Aass Pass Bilkul Isi Tarha Jaise Tum Pahli Baar Maniyamchalka

Mein Mile They Aur Apni Mulqaat Taveel Hoti Gayee Aur  Pasandgee ka Raasta

Kud ba kud Banta gayaTumhari Jheelsi Gahree Aakhoon Mein Meri Parchayeeyan

Nazar Anelage Thi AurMere Dil ke Aangan Mein tum Bahar ka Naram Hawa ka  

Jhoonka Bunke chagayee Thi.

 

       Na ghabra Joshe Toofan Se Qhuda Per Chode Kashti.

       PahonchHi Jayegi Manzil Per Ger Kismat Hi Sahil Hai

 

     Janu agarTera Saat Na Milta to Mujhe Kabhi Zindagiki Haqeeqi Khushiyaan Mayassar na

HotiKhamoosh se Apne Khaboonko Haqeeqat ke Roop Dene Laga Tha

 

Har Lamha

Har Ghadi

Har Pal

 

Tum Meri Zindagi Mein Samati ChaligayeenAur Main Chupke Chupke Tumko

Dil Mein Utaarta Chalagayaa.

 

       KyaKismat Pai Hai Maine Jab Zindagi Mein kisilo kuch Dena chaha Wo

lene Se InkaarKardiya Aur Jab Kuch Lena Chaha Wo Dene se Inkaar Kardiya.

      

     Aur Mere Dil keKone mein Is Waqt

 

Aisi Mahroomi thi

Aisi Ahsaas Shaguftagi thi

Aisi Yass-o-Hasrath thi

 

       LagataHai Jaise Zindagi Ke Maiyene Khatam Hochuke Hain gali se

Nikalte Hoye ek AqriNajar is Chaukhat Per Dali Jis Chaukhat per Maine Mohabbat Bhare

Sajde keye the Aqeedat Aur Chahath ke Najrane Peshkiye the Aaj isi Chaukhat

Ke Darwaaze mere liye Bundh Hogoye the Hamesha keliye Bundh .                                         

 

 

 

       Main Thake Bhujhal Khadmoo se GaliseNikalta Chala gaya Phir Bhi Maine

Ek Martaba Tumse Milna Chaha Magar TumneInkaar Kardiya Phir Main Wapass

Apni Arzooun Tamannaoon ka Janazaa lekar GaliseGuzarta Howa Nikal gaya.

 

       Kitna AjeebIttefaqh Tha Is Waqt Is waqt Maine Muskurate howe Aapke

Aage tha Par Mere DilMein Ek gahri Chut Lagi Thi Mera dil Bahut Udaas hochuka

Tha Aur Main UparhiUpar Muskuraraha Tha.  

      

       Junu Na janekabtak Sadkoonper Aawara Soonchoon   

  keSaath Phir Marraha tha Zahen Mein junoon ki si Kaifeeyat Tari Hoyi thi Main

isiJunooni HalatMein Apne Ghar ki Taraf Chal pada Tha.

 

       Aur Main Apne Khamoosh Daro-deewaar koHasrat Bhari Nigahoonse

Dekha Jahaan Tum Rahti Thi Is Ghar ke Kone kone MeinTeri Yaad Basi Hoyi

Thi Aur Mujhe Sab Kuch Yaad Araha Tha.

 

Tera Ruthna

Tera Manana

Tera Ghussa

Tera Pyaar

Tera Mujhse Batein Karna

           

 Wo Masoom sa Chahera

       Wo Pyari Jheelsi Aakhein

       Wo Tera Mujhse Sharmana

 

      WoTera Masoom Chahra Jo Kabhi Maine Pyaar se Choma Karta Tha Ek Saath Rahne

kewade Kiye The  Wo Sub Kuch Mere Zahin Anelge The Najane Kitni Der Main

Isi Soonch Mein Dooba Raha Tha ke Waqt kaKuch Pata hi Nahin Chala Tha.

 

      JabThoda se Hosh Ayato Dekha to Raat Dobchuki thi Raat Jitni Tareek Hoti

Hai Subha itnihi Raushan Hoti Hai MereDard ki Thess Uthi Meri Duniyaan Per Chayee

Kali Raath ki Ab Sahir Na Hogi Mere AassPass Phailte Adhere Kabhi Ujale le kar na

Ayenge Mere Mann Mein Uthrahi Dard kiThess Shadeed Tareen Hogayee .

 

      JANU  Naam ki jo Ladki Mujhe Ittefaqse Mili ThiKisi Widwa Hoto Mausam ki Tarah MujhseJuda Hogayee

Mujhse Hameshake liye Bichadgayee

Iske Bichadne kaGham kamnahoga

Zindagi bharMujhe Tera Gham Rolatarahega

Zindagi bharMujhe Teri Yaad Satayegi.

 

        BY:  LATEEF SALMAN  9849330092

 

LATEEF SALMAN  9848915063

 

SOHAIL  SONY

 

      Wo Ladki Kabhi Jaan se Pyari Thi Par Aaj Wo Tez ThappadooneAshiyane

keTinke Bikherne Mein Koi Kasar Na Choodi Thi. Phir Bhi Maine TeriYaad Mein

Har Mumkin Koshish ki ke Main Tea kisi Tarha Pata Laga Mein KamiyaabHogauoonga

Maine Muraqeebe Kiye The Magar Apni Tamam Salahiyatein BoroakarSabith Hoyi Thi.

 

        Palat Kar Dekha To

        Guzrte Waqtoon ke QhabSare

        Kitabe Hasti ke BaabSare

        Dhowaan Dhowaan The

 

Ye Adhuri Mohabbatein Kitne Dukh Dedi Hain Jaise Insaan KhalaMein

Mutalloq Hogayaho. 

        Jahaan Na Zameen ki Kashish Hai

       

        Aur Na Aasman ki kashish Hai

        KoiBhi Raasta Nahin Niklega

        JinLoogonko Adhori Mohabbatein Mili Hoon

        WoAdhore hi Rahjate Hain

        inkiApni Koi Shakshiyat Nahi Hoti

        Nahiin Mein Koi Faisla Karneke Haunsla Rahta Hai.

 

        JANU Jab MainApne Ghar Lauta to Najane Kin Kin Rahoonse Hokar 

Guzarna Pada Tha

JinmeinTumhari Yaadein Murjhaye Howe Phool ke

Manindh Bhikri Padi Thin

 

SabKuch Wahi Tha

PurFizaa Manzir

DilkushWadiyaan

JhulasteHowe Dilko Sabhalne Wali Hawayain

TaarikiMein Ujale Dene Wali Chandni

SabKuch Wahi Tha

KuchBhi To Nahin Badla Tha

PhirInmein Wo Dilkashi Kyou Nahin

WoRenai Kyou Nahin

 

      Kaash Waqtne Hamara Saath Diya HotaMohabbat Qhuda ka Noor Hai Phir Duniyaan ise

Ghalazaat ka Ambaar Kyou Kahti Hai     

                        To Be Continuied

   

JANU Tujhe Yaad Hai ke Tune Kaha Tha Ek Din ke

     

      Janu Tumhari Hai

      Aur Sirf Tumhari Hai

 

      Aur Main Khab ko Haqeeqhat ke Parde PerDekhne laga Tha Gham ke Saye

Taqdeerki Siyahi se Lapet gaye Main Tumhari Parchaiyoonke Piche Pich Bhagraha

HoonYahaan to Har Mumkin Chahra Tumhara Hai

ZhakmoonseThess Utne Lagi Hai

AurMain Betaab Hokar Rahgaya Hoon

 

      Kaash Main Tumse Milahi Na Hota Zindagi KoYe Rog To Na Lagta

MeriZindagi Itni Berang To Na Thi Laakh Koshish ke Bawajood Tumhe Bholana Saka

 

      Najane Ye Kounsi Inayaatein Hain Jo Dil KoGhayal Karrahi Hain Tumhari Judayeene

Dil Per Itne Gahre Ghao Lagaye Hain Kemere zubaan Tak Zhami Hogayee Hai

 

      JANU Maine Phir Bhi Lazzalati Saasoon ke DarmiyaanTumhe Awaaz

DerahaHoon Tum Mujhse Door Ho Bahut Door Ho Laikin Mujhe Ye Yakeen Hai Ke

TumariSaans Mere Wajood Ki Kushboo Liye Mahek Rahi Hai

 

      Phairlen NigaheinAashna Hote Howe

      ZindagiBe Aasra Hai Aasra Hote Howe

 

      JANU Sab Kuch Le Le Aur Mera Guzra HowaMah-o-Saal Lauta De

WoJagmagate Howe Lamhaat Kash Phirse Ajayeen Muskurahat Ki Wo Kirne

JoLamha Lamha Jagmagati Thin.

 

      Wo Masoom Mohabbatein

      Wo BeIqtiyaar Qhuloos

      Wo BeZarar Jhagde

      Wo  Sulahke Andhe Andaaz

      WoZeesth Ka Sukun

 

      Wo Najane Sub Kuch Kahaan Chalagaya MainBebas Hoke Rahgaya Hoon

 

Itne Saal BadJab Kabhi Gujre Lamhe Yaad Ate Hain To Zindagi Mein Kisilo Khoneka

Ahsaas HoneLagta Hai MaineZindagi Mein Jo Bhi Chaha Usey Paliya

 

      SUB KUCH MILA HAI EKNA HONE SE TERE

      KITNAVEERAN LAGTA HAI GUSHAN APNA

 

       JANUjab Kabhi Eid Ati Hai To Bahut Yaad Ati Hai Teri

 

      KUCH SITARE TERI PALKOONPE BHI RAUSHANHOONGE

        KUCHRULAYEGA MUJHE BHI TERA GHAM EID KE DIN

 

        EIDKE DIN BHI TAQDEER SE MAJBOODR THEY HUM

        ROPADE MILKE GALE TERI TASVEER SE HUM

 

        AKHIRKAT GAYE EID ASHK RAWAAHN KE SAATH

        TEREBINA BHI MILNE KO AGAYEE TERI YAAD

 

     Din Guzarte GayeBeqharaar Dil Ko Thodasa Qharaar Mila Par Yaad To

Hamesha Meri Kismat Mein Likhi Gayi Hai

 

       AATIHAI YAAD AKSAR ROTE HAIN BEBASI MEIN

       EKBEWAFA KO HUMNE CHAHA THA ZINDAGI MEIN

 

                TO BE CONTINUID

BY:  LATEEF SALMAN           9849330092

 

NAHIN NAHIN MUJHE AB TERIJUSTAJU BHI NAHIN

TUJHE BHI BHOOL GAYE HUMTERI KUSHI KE LIYE

 

MohabbatHargizna Hum Karte

AgarPahle Qhabar Hoti

 

MohabbatAag Hoti Hai

MobabbatYaad Hoti Hai

MohabbatDeewangi Hai

MohabbatJunoon Hai

MohabbatAanso Bankar Hamesha Saath Rahti Hai

MohabbatChichilate Garam Sahra Ke Manind Hai

MohabbatGhoor Andheri Raat Hai

 

AgarPahle Qhabar Hoti

MohabbatRog Hoti Hai

MohabbatSog Hoti Hai

MohabbatRohh Ka Cansar Hoti Hai

MohabbatJaan Ka Dushman Hoti Hai

MohabbatEk Azaab Hoti Hai

MohabbatEk Sazaa Hoti Hai

 

MOHABBAT HARGIZ NA HUM KARTE

AGAR PAHLE QHABAR HOTI.

 

KabhiWo Daur Tha Jab Dil Ke Samandar Mein Ek Tofan Sa Jacha Rahta

Tha Aur Ab Ye AlamHai Jise Samandar ki Fiza Per Mustaqhil Sukun Chaya Howa Ho

 

Ekwo Daure Hayaat Tha Jis Mein Zindagi Ke Liye Taras Gaye The

 

        NA KAAM HASRATOONKE SIWA KUCH NAHIN RAHA

 

 

        DUNIYAAN MEIN AB DUKHOON KE SIWA KUCH NAHI RAHA

        EK UMAR HOGAYEE HAI DIL KI KITAAB MEIN

        KUCH KHUSHK PATTON KE SIWA KUCH NAHINRAHA

        JASBE TAMAM SOGAYE LAMHOON KI DHOOL MEIN

        AB DIL MEIN DHADKANOON KE SIWA KUCHNAHIN RAHA

 

 

        DUNIYAAN MEIN AB DUKHOON KE SIWA KUCH NAHI RAHA

 

                TO BE CONTI………

 

BY:LATEEF SALMAN  9849330092

 

TANHAYEE BY:  LATEEFSALMAN 9849330092

 

NARAZGIYAAN DARD BADATIN HAIN

TUJHKO YEH MALOOM HAI

NA KOI BOLEGA

NA TUJHKO MANAYEGA

KHUSHK AAKHON KE KISITIRCHE KINARE PE PADE

DARD BHARE SHIWE KI CHINGGARI SE

DAIR TAK TUJH KO KOI JALAYEGA

DAIR TAK TUJH KO KOI SATAYEGA

DAIR TAK TUJH KO KOI TADPAYEGA

 

YAAR IS SHAHER NA JAA

YAAR IS SHAHER NA JAA

YAAR IS SHAHER NA JAA

 

HAMEIN UJHDI HUWI GALIYOONSE DAAR LAGTA HAI

BITE HUWE LAMHAAT SE DAAR LAGTA HAI

KOUN JANE KYA GUZRI HAIMERE DIL PER

 

YAAR IS SHAHER NA JAA

YAAR IS SHAHER NA JAA

YAAR IS SHAHER NA JAA

 

MUJHE TUM YAAD AATI HO.

 

KISI SUMSAAN SINE MEIN CHUPPI KHAWHISH KI TARHA

KISI MASRUFIYAT KE MOD PAR

TANHAYEE KE SAHRAHOON MEIN

KISI BITE HOWE DINOO KI THAKAAN KI UOOTH SE

KISI BASTI KI BE RAUNAQH SADAK PAR

AUR KISI DARYA KISIVEERAN JANGGAL KE KINARE PAR

 

MUJHE TUM YAAD AATI HO.

 

AARZOON KE BADAN JAB TEERTE HAIN

TO LAGTA HAI TUNE AAWAAZ DI HAI

YA PHIR JAB BHI MERI AANKHON KE SAHRA MEIN

TUMHARI YAAD KI TASVEER JALTI HAI

JUDAAI HAATH MALTI HAI

 

MUJHE TUM YAAD AATI HO.

 

LATEEF SALMAN 9849330092

 

AAJ KITNI MUDDATOON KE BAAD

 

MAINTERE SHAHER KE STATION PER

JANEKABSE UDAAS BAITHA HOON

 

YONHIBESAKTHA KIYA MAJBOOR

MAINTERE SHAHER KE STATION PER

 

First blog

08/08/2011 17:49

Our new blog has been launched today. Stay focused on it and we will try to keep you informed. You can read new posts on this blog via the RSS feed.

Tags

The list of tags is empty.